The world we have created is a product of our thinking; it cannot be changed without changing our thinking. -Albert Einstein

Wednesday 14 December 2011


Kabhi itefaaq kabhi  sachaayi
In gehrayioon mein bhi hai kitni tanhai
Is sannate ki rusvayi,ab lagti hai jaise mujhi apni parchayi
Kyoon reh jati hoon mein akele,yeh aajtak soch na payi
Mai aur  meri sansein,bas  intezaar hai in saansoon ki judai………………

6 comments:

  1. pehle dene do muzhe aaapko dher saari badhai..
    aapki kavita padhkar ke
    yaad aagayi humein humaari tanhaee
    akelepan ki daastaan ..
    ji toh mein bhi raha hoon o harjayee
    beetein palon ko yaad kar ke..
    cha jaati hai dil mein rusvayee.
    ab toh bas tanha hai safar, without a humsafar..
    par akele hi hai ab.. sehni hai ye kathinayi..

    ReplyDelete
  2. @xyzandme-oooh lala........nice one!!

    ReplyDelete
  3. @xyzandme-ur good at hindi poetry as well...hmm....impressive!!

    ReplyDelete
  4. I am Jack-ass of all trades.. & Master of fun!

    ReplyDelete