Kabhi itefaaq kabhi sachaayi
In gehrayioon mein bhi hai kitni tanhai
Is sannate ki rusvayi,ab lagti hai jaise mujhi apni parchayi
Kyoon reh jati hoon mein akele,yeh aajtak soch na payi
Mai aur meri sansein,bas intezaar hai in saansoon ki judai………………
pehle dene do muzhe aaapko dher saari badhai..
ReplyDeleteaapki kavita padhkar ke
yaad aagayi humein humaari tanhaee
akelepan ki daastaan ..
ji toh mein bhi raha hoon o harjayee
beetein palon ko yaad kar ke..
cha jaati hai dil mein rusvayee.
ab toh bas tanha hai safar, without a humsafar..
par akele hi hai ab.. sehni hai ye kathinayi..
@xyzandme-oooh lala........nice one!!
ReplyDeleteshukriya =)
ReplyDelete@xyzandme-ur good at hindi poetry as well...hmm....impressive!!
ReplyDeleteI am Jack-ass of all trades.. & Master of fun!
ReplyDelete@xyzandme-lol...:)
ReplyDelete